10 mehmaanon ke liye ek jug cold coffee: pehle se milaakar rakhein aur jaise-jaise mehmaan aayein, daalte jaayein.
Har glass par lagbhag ₹192–245 ki bachat: café ya restaurant mein ₹250–300, ghar par lagbhag ₹55–58.
Anumaanit. Ghar ka kharcha = 20 ml STIR (₹425 per 200 ml) aur ₹12–15 ka doodh. Baaki saamagri shaamil nahi.
Seedha recipe par jaayein ↓
100% Arabica coffee se bana, smooth aur kam kadwa. Thande ya garam doodh mein turant ghul jaata hai.